Wednesday, December 14, 2011

...



Sometimes songs and poetry have already been there where you are right now...



Samajh mein na aayaa, ke har ek khushi se,
yeh dil aaj bezaar kyun ho gayaa hain

Tere gham mein behte hue aansoon se,
na jaane humein pyaar kyun ho gayaa hain

Ke bhoole se bhi ab kabhi muskuraana
na dil chaahta hai, na hum chaahte hain

Tere pyar ko iss tarah se bhulaana
na dil chaahta hai, na hum chaahte hain

Jo such tha usse ek fasaana banaana
na dil chaahta hai, na hum chaahte hain











2 comments:

  1. Life sucks...
    always has.

    Galti hum se hi hoti hai. In spite of all these years of a sucky life - we still end up hoping that somehow, it will be different this time.

    Umeed pe duniya qaayam hai.

    ReplyDelete
  2. Problem toh tab hoti hain na, jaan... jab umeed hi tooth jaati hain!

    ReplyDelete

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...